Riyazul Quran : In this interpretation of the Holy Qur’an, great effort has been made to use the simplest possible words to make it very easy and accessible for the general public. The aim is that people of today’s times, including students in schools and colleges and less-educated women, can easily understand the Qur’an and, by reading the words of their Lord, come closer to Him, gain His pleasure and approval, and become successful in this world and the hereafter. A new feature of this Qur’an is that, at the bottom of each page, there are short motivational sentences encouraging good deeds, based on the themes of the Qur’an and Hadith.
Qur’an Majeed ki is tarjumaani ko awaam ke liye bohat zyada aasan aur sahal banane ke liye hatta al-imkaan bohat aasan alfaaz istemaal karne ki koshish ki gayi hai taake maujooda zamaane ki awaam, school aur college mein parhne wale hazraat aur kam taleem yafta auratein bhi aasani se Qur’an-e-Kareem ko samajh sakein aur apne Rab ke kalaam ko parh kar Rab ke qareeb hokar uski raza mandi aur khushnudi haasil kar sakein aur duniya o aakhirat mein sarfaraz ho sakein. Is Qur’an mein ek nai cheez yeh hai ke har safhe par neeche ki jaanib Qur’an o Hadees ke mazameen ki roshni mein tayar kiye gaye nekiyon par ubharne wale chhote chhote jumlay likhe gaye hain.
रियाज़ुल क़ुरआन : क़ुरआन मजीद की इस तर्ज़ुमानी को आम लोगों के लिए बहुत ज़्यादा आसान और सहज बनाने के लिए हद-ए-इम्कान बहुत आसान अल्फ़ाज़ इस्तेमाल करने की कोशिश की गई है ताकि मौजूदा ज़माने की आम जनता, स्कूल और कॉलेज में पढ़ने वाले हज़रात और कम तालीम याफ़्ता औरतें भी आसानी से क़ुरआन-ए-करीम को समझ सकें और अपने रब के कलाम को पढ़ कर रब के क़रीब होकर उसकी रज़ा मंदी और ख़ुशनूदी हासिल कर सकें और दुनिया और आख़िरत में कामयाब हो सकें। इस क़ुरआन में एक नई चीज़ यह है कि हर सफ़्हे पर नीचे की जानिब क़ुरआन और हदीस के मवाज़ीन की रौशनी में तैयार किए गए नेकी पर उभारने वाले छोटे-छोटे जुमले लिखे गए हैं।